Wo meri Qasm leta nahi ilzam samajh kar, Urdu Latest Ghazal, Urdu Sad Ghazal, Urdu Sms, Heart Touching Sms, Romantic Poetry, Romantic Sms,


Wo meri Qasm leta nahi ilzam samajh kar
Or dey deta hy apni Qasm inam samaj kar

Wo janta hy mujy us sy kitni Mohabat hy
Phir bhi Guftogu karta hy anjaan samajh kar

Mainy usay apny dil ki dharkan main basaya hai
Or wo dil main rakhta hai mujy mehman samajh kar

Agar usay hum sy mohabbat nhe to na sahi
Magar Q ilzam daita hai gumnam smj kr

Mainy apni sari khushiyan usky nam kr di
Or wo hamain pyar karta hai ehsaan samajh kar.

Kash Kabi Hota Ye Mere Ikhtiyar Mai, Urdu Heart Touching Poetry, Urdu Poetry, Urdu Sms, Sad Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms,


Kash Kabi Hota Ye Mere Ikhtiyar Mai
Main Rang Deta Tujhe Apne Pyar Mai,

Main Itna Pyar Deta Tujhe Jan-E-Arzoo
Tum Khud Ko Bhula Dete Mere Aitbar Mai,

Tum Jo Mujhe Bulate Mulaqat K Liye
Bechain Ho K Phirte Mere Intezar Mai,

Main Dair Se Jo Aata Naraz Ho K Tum
Har Baat Ka Jawab Dete Inkar Mai,

Tum Jo Rooth Jate Mujh Se Kisi Bat Pe
Main Tumhein Manata Bare Pyar Se,

Maan Kar Tum Mujh Se Sirf Ye Kehte
Hai Nahi Koi Kmi “jaan” Tere Pyar Main.

Barkaein Meri Piyaas Ko Aksar Teri Ankhein


Barkaein Meri Piyaas Ko Aksar Teri Ankhein
Sehra Mera Chehra Hay Samander Teri Ankhein

Phir Kaun Bhala Daad-e-Tabassum Inhein Dega
Rooyein Ghi Buhat Mujse Bichar Kar Teri Ankhein

Khali Jo Howi Shaam-e-Gharibaan Ki Hatheli
Kia Kia Na Lutaati Rahein Guhar Teri Ankhein

Boojal Nazar Aati Hein Bazahir Muje Laikin
Khulti Hein Buhat Dil Mein Uther Kar Teri Ankhein

Ab Takh Meri Yadoon Say Mitaye Nahe Mittta
Bheegi Howi Ek Shaam Ka Manzer Teri Ankhein

Mumkin Hoo Toa Ek Taza Ghazal Aur Bhi Keh Loon
Phir Oarh Nah Lein Khuwaab Ki Chader Teri Ankhein

Mein Sang-e-Sift Eik Hi Rastey Mein Khara Hoon
Shayid Muje Dekhein Ghi Palat Kat Teri Ankhein

Yun Dekhtey Rehna Ussey Acha Nahe Mohsin
Woh Kaanch Ka Pekar Hay Toa Pather Teri Ankhein.



Mohsin Poetry, Mohsin Naqvi Poetry, Urdu Poetry By Mohsin Nqavi, Urdu Heart Touching Poetry, Heart Touching Ghazal, Sad Urdu Peotry, Sad Urdu Sms, Urdu Sms, Urdu Ghazal Sms,


Zikar-e-Shab-e-Firaaq Say Wehshat Ussey Bhi Thi
Meri Tarah Kisi Say Muhabat Ussey Bhi Thi,


Mujko Bhi Shoq Tha Naye Chehroon Ki Deed Ka
Rasta Badal Kay Chalnay Ki Aadat Ussey Bhi Thi,


Uss Raat Dher Takh Raha Woh Mehw-e-Guftagoo
Masroof Mein Bhi Kam Tha,, Faraghat Ussey Bhi Thi,


Mujse Bichar Kay Shaher Mein Gull Mil Gaya Woh Shaks
Halankay Shaher Bhar Say Adawat Ussey Bhi Thi,


Woh Mujse Bhar Kar Zabt Ka Aadi tha... Jee Gaya
Warna Har Eik Saans Qayamat Ussey Bhi Thi,


Sunta Tha Woh Bhi Sub Say Purani Kahaniyaan
Shayid Rafaqatoon Ki Zarorat Ussey Bhi Thi,


Tanha Howa Safar Mein Toa Mujpar Khula Yea Ba'ed
Saye Say Pyaar , Dhoop Say Nafrat Ussey Bhi Thi,


Mohsin Mein Ussey Keh Na Saka Yun Bhi Haal-e-Dil
Darpaish Ek Taza Mosibath Ussey Bhi Thi.

Pashto Poetry, Pashto Ghazal Poetry, Pashto Sms, New Pashto Sms, Pashto Picture Poetry, Heart Touching Sms, Silent Poetry. Silent Lover Poetry,


Ta Che Sa Kawe Kawa Goram Che Sa Kegi
Daghase Zarge Me Jarawa Goram Che Sa Kegi,

Ha Da Che De Maalge Dorhawal Pa Parhar Zda Krl
Daga Shan Pre Maalge Dorhawa Goram Che Sa Kegi,

Khkule Ye A Khkuliya Khkula Darla Cha Dar Kra
Kogay De Pa Bal Tha Khkulawa Gram Che Sa Kegi,

Shunde De Che Sre Di Da Me Wine Da Mashom Zra Di
Daga Wine Bal Bandi Skawa Goram Che Sa Kegi,

Sta Khkula Che Ma Sa Baish Kimata Shan Likale Wa
Daghase Arzana Ye Harsawa Goram Che Sa Kegi,

Ma Somra Pa Grana Koma Meena Che Darkare Wa
Dase Pa Asana Ye Harsawa Goram Che Sa Kegi,

Tha Waaye Stana Che Juda Shi Zargiya Mar Ba Shi
Da Ghalat Fehmi De Wada Wa Goram Che Sa Kegi.

Bas Domra Raata Oowaya, Ta Ba Bia Kala Raazey, Pashto Sms, Pashto Poetry, Sadest Pashto Sms,


Bas Domra Raata Oowaya, Ta Ba Bia Kala Raazey
Yaaduna De Raazi Laila, Ta Ba Bia Kala Raazey,

Ta Khafaa Shwe Wale Maana? Bewafa Shwe Wale Maana
Da Tapos Jawab Mi Raaka, Ta Ba Bia Kala Raazey,

Doob De Krham Darya Da Gham K, Da Oroono Pa Aalam K
Maa Salgo Salgo Lapaara, Ta Ba Bia Kala Raazey,

Sta Da Zulfo Bandiwan Yam, Bewafa Za De Janan Yam
Bas De Yo Zal Makh Rataaw Ka, Ta Ba Bia Kala Raazey,

Ka Yo Gham V Sa Ba Ookrham, Yo Trakha Norhe Ba Thu Krham
Har Taraf Na D Ghamuna, Ta Ba Bia Kala Raazey,

Pre De Khlam Pa Nima Laara, Charta Larhe Ey Nigara?
Wa Zama Da Safar Yaara, Ta Ba Bia Kala Raazey,

Da Bahar Wakhtuna Teyr Shu, Nobahar Khwanduna Teyr Shu
Chi Sparli K Hom Ranaghle, Ta Ba Bia Kala Raazey,

Mar’ham Nishta De Qarara, Maa Zakhmi Zarhgi Lapaara
Ey Tabiba Sta Pa Lor Yam, Ta Ba Bia Kala Raazey,

Chaa Ta Hom Wayale Nasham, Sta Koosa Muntale Nasham
Par’haruna Dar Khkaara Kam, Ta Ba Bia Kala Raazey,

Tol Darogh Wu Sta Lawzuna, Sta Waade Aw Armanuna
Hassan Khan Ookhko Kato Ta, Ta Ba Bia Kala Raazey.

Urdu Poetry, Urdu Poetry Sms, Sad Urdu Sms, New Urdu Poetry, Heart Touching Poetry, Picture Poetry,


Sub se yun milna k jaisay dil main koi dukh na ho 

Mujh main ye khobi bhi hay sab khamiyon k bawajood.

Urdu Heart Touching Ghazal, Latest Urdu Ghazal, New Urdu Ghazl,


Ajab hain raastay mere ke chalna bhi nahi mumkin
Zara thokar jo lag jaye sanbhalna bhi nahi mumkin,

Tera chehra meri nazron mein dhundla sa na ho jaye
Ke ab bheegi hui aankhon ko malna bhi nahi mumkin,

Milay hain baad muddat k, balaa k sard hain lehje
Ke jalna bhi nahi mumkin. pighalna bhi nahi mumkin,

Ta’alluq toot jaane se umeeden toot jaati hain
Dilon mein hasraten le ker behalna bhi nahi mumkin,

Bohat nakaamian le ker hua hoon khaak ka qaidi
Chalo ab aaj se ghar se nikalna bhi nahi mumkin,

Usse itna na socha ker. teri aadat na ban jaye
Phir aisi aadaten Mohsin, badalna bhi nahi mumkin.

Best Heart touching Poetry, Heart Touching Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Latest Urdu Ghazal, New Urdu Poetry,

 
Woh dey raha hai dilasey tu umar bhar kay mujhe
Bichar najaye kahiin phir udaas kar kay mujhe,

Jahan na tu na teri yaad kay qadam honge
Darra rahe hain wohi marhaley safar kay mujhe,

Huwa-e-dasht mujhe ab tu ajnabi na samanjh
Kay ab tu bhool gaye rastey bhi ghar kay mujhe,

Yeh chand ashk bhi tere hain shaam-e-gham lekin
Ujalne hain abhi Khaal-o-khad sehar kay mujhe,

Dil tabah tere gham ko talney kay liye
Suna raha hai afsaney idher udher kay mujhe,

Qaba-e-zakham badan per saja kay nikla hoon
Woh ab mila bhi tu dekhe ga ankh bhar kay mujhe,

Kuch iss liye bhi ous se bichar gaya Mohsin
Woh dour dour sey dekhey tehar tehar kay Mujhe.




Best Heart touching Poetry, Heart Touching Poetry, Urdu Ghazal, 
Urdu Poetry, Latest Urdu Ghazal, New Urdu Poetry,

Vo juda ho ke bhi meetha dard de rahe hai, Urdu Sadest Poetry Ever, Urdu Heart Touching Poetry, Urdu Shairy,


Vo juda ho ke bhi meetha dard de rahe hai
dur reh reh ker fir se pass aane lage hai

fir se kyo voh kyon yad aa rahe hai
jin ko bhulane me hame jamane lage hai.

Khwaab itne to dagabaaz na the mere kabhi, Heart Touching Poetry,


Khwaab itne to dagabaaz na the mere kabhi
khwaab itni to meri neend nahi chhalte the

raat ki baat kya ik daur me ye khanabdosh
din nikalte hi mere saath saath chalte the.





Buhat hi Mushkil Se Sulane Laga Hoon, Romanti Poetry, Romantic Picture Poetry, Romantic Urdu Shairy,


Buhat hi Mushkil Se Sulane Laga Hoon
In Aankhon Ko Tere Khuwab Ka Lalach De Kar

Aaj Ek Baar Mere Khuwaab Main Aa Jao Tum
K Meri Aankhoon Ko Mera Aitabaar Reh Jaye.




Kabhi Aanso Chupa Chupa Ke Rooey


Kabhi Aanso Chupa Chupa Ke Rooey
Kabhi Dastan-E-Gum Suna Ke Rooey

Raat Katti Hai Intezar-E-Yaar Main
Hum Raat Bhar Taroon Ko Jaga Jaga Ke Rooey

Phir Woh Na Aay Raat Ka Wada Kar Ke
Hum Tamaam Raat Shama Jala Jala Ke Rooey

Aaj Raat Un k Aaney Ki Umeed The Humain
Woh Na Aay Hum Ghar Ko Saja Saja Ke Rooey

Suna Hai Dua Se Hoti Hai Muraad Dil Ki Poori
Hum Sari Raat Haath Utha Utha Ke Rooey.

Mere Baba Nae Hain Naa Main Tapti Dopahar Mein


Mere Baba Nae Hain Naa
Main Tapti Dopahar Mein

Shehar Ki Serqon Pa Apny Jism Ka
Indhan Jalata Hon

To Gher Mein Chulha Jalta Hai
Mere Hathon Mein Chaaly Per Gy Hain

Paaon Sy Chipki Hoi Ya Taar Koli Rait
Mere Sath Rozana Mere Bister Mein Jati Hai

Muje Apny Badan Sy
Shehar Ki Rondi Hoi Serqon Ki

Maili Baas Aati Hai
Mere Baba Nae Hain Na.






Mohabbat ke safar me koi raasta nahi deta


Mohabbat ke safar me koi raasta nahi deta
Zameen wakif nahi banti falak saya nahi deta

Gham aur dukh sub ke apne hote hain
koi kisi ko apne hisay ka Lamha nahi deta

Udaasi jis ke dil me ho usi ki neend urti hai
Koi kisi ko apni ankhon ka sapna nahi deta

Uthana khud hi parta hai tanhai aur gham ka badan apna
Ke jab tak saans chalti hai koi kandha nahi deta.






Ishq Laila'ey Tamnna Ka Fason






Ishq Laila'ey Tamnna Ka Fason
Ishq Bedari 'ey Wehshat Ka Sehra

Ishq Shehron Ka Dhuvan
Ishq Sehra Ka Ghubar

Ishq Sholon Ki Khalish
Ishq Pather Ka Gudazz

Ishq Ik Naghma e Jaan
Ishq Ik Maut Ka Saaz

Ishq Pazaib e Jafa
Ishq Kohsar e Aaalam

Ishq Farhad Ka Khoon
Ishq Qais Ka Raqs e Junoon

Ishq Jeene Ki Ada
Ishq Har Dil Ki Sada
Ishq K Koochey Men Firon o Gadaa.

Dil ko us raah pe chalana hi nahin


Dil ko us raah pe chalana hi nahin
jo mujhe tujh se judaa karati hai

zindagi meri thi lekin ab to
tere kahane men rahaa karati hai.

Mein Roya Nahi Rolaya Gaya Hon


Mein Roya Nahi Rolaya Gaya Hon
Ban Ker Pasand Phir Thukraya Gaya Hon

Chor Dia Gaya Taqdeer K Sahare
Pyar K Naam Pe Jalaya Gaya Hon

Bohot Hi Narm-o-Nazuk Tha Mizaaj Apna
Jeete Ji Khaak Mein Milaya Gaya Hon

Marz-e-Mohabbat Ko Gulaab Raas Kahan
Hamesha K Liye Kanton Per Solaya Gaya Hon

Be-Mout Na Marta Tu Kiya Kerta
Bhari Duniya Mein Youn Sataya Gaya Hon

Kabhi Jo Palkon Pe Naaz Utha'te The
Aaj Unhi Nazron Se Giraya Gaya Hon.



Main sun k uski sub batain


Main sun k uski sub batain
Faqat itna hi kehta tha

Khafa hona mana laina
Yeh sadiyon say riwayat hay

Gilay shikway karo mujh say
Tumhain janan ijazat hay

Magar ik baat meri bhi
Tum yaad rakh laina

Kabhi aisa bhi hota hay
Hawa’ain rukh badalti hain

Khata’ain ho hi jati hain
Khafa hona bhi mumkin hay

Khata hona bhi mumkin hay
Hamaisha yaad rakhna tum

Ta’aluq toot janay say
Kabhi toota nahin kertay.


Woo larki bi ak ajeeb pahali thi


Woo larki bi ak ajeeb pahali thi
Piyasay honth thay ankh samander jaisi thi

Atay jatay mosam uss ko dastay thay
Hastay hastay palkon say ro parti thi

Adi raat guwa deti thi chup rah kar
Adi rat k chand say batain karti thi

Mom say nazuk jism sahar ko dukhta tha
Diyah jala k shaab bhar ap phigalti thi

Taiz hawa ko rok k apnay anchal per
Sokhay phool ikhatay karti phirti thi

Kal shaab chikna choor howa tha dil uss ka
Ya phir pehli bar woo khul k roye thi

Mohsin kia janay kyn dhoop say be-parwa
Woo apnay ghar ki dahleez per baithi thi.

Na zameen hai teri qarargah na falak hai Manzil-e-Jazba-e-Dil


Na zameen hai teri qarargah na falak hai Manzil-e-Jazba-e-Dil
Bari mudatton se hai safar mera teri Yaad se teri Zaat tak.

Ab zid pe aa gaye ho to ye kaam bhi kero


Ab zid pe aa gaye ho to ye kaam bhi kero
Khud ko humaray naam say badnaam bhi kero

Ye kaya k in ruton mein bhi qaid_e_ana ki zid
Barpa bahaar mein koi kohraam bhi kero

Aashiq ho ger to sabar k zindaan ko torr do
Ahl_e_jahan ki saazishen naKaam bhi kero

Tark_e_tal’luq ka maatam bohat hua
Tum thak gaye ho aao kuch aaram bhi kero.


Kahan Se Loon Ab Hunar Usay Mananay Ka


Kahan Se Loon Ab Hunar Usay Mananay Ka
K Koi Jawaz Na Tha Us K Rooth Janay Ka

Mohabbaton Mai Saza Mujhay He Milni The
K Jurm Men Ne Kia Raabtay Barhanay Ka.


Kash Usey Chahne Ka Arman Na Hota


Kash Usey Chahne Ka Arman Na Hota
Main Hosh Mein Rehtey Howay Anjan Na Hota

Na PYAR Hota Kisi Pther DIL Se Hum Ko
Yaa Koi Pathr DIL Insaan Na Hota.

Yeh tum say kis ne keh diya


Yeh tum say kis ne keh diya
Kay TUM bin rah nahin saktay

Yeh dukh hum sah nahin saktay
NAHIN JANA

Galat fahmi hui tum ko
Haan itna maan letay hein

Kay tum bin hum bohot roay
Kae raaton ko na soaay

Magr afsos hai jana
Kay ab k tum jo loto gi

Hamein tabdeel paao gi
Bohot mayoos ho gi tum

Agar tum poochna chaho
K aisa kion kia hum nay

Tu sun lo gor say pyari
Purani ek rewayat tang aa Kur
Tor dee hum nay

“MOHABAT CHOR DEE HUM NAY“.

A Chand Tu Hi Bata MjhKo


A Chand Tu Hi Bata MjhKo
TujhKo MaloOm HoGa Afsana UsKa

Har Aankh Se Aankh Milata Hai Tu
Tu Ne Dekha hoga Aashyana Uska

Mera Dost Kis Haal Mein Hai
Kinse Hai Milna Milana Uska

A Chand Mere DOST Se Keh Dena
Muntzir Hai aaj B Ek Dost Purana Uska.







Rothey Ho Mujhse Mujhe Manana Nahin Aata


Rothey Ho Mujhse Mujhe Manana Nahin Aata
Kyun Tumhari Hi Tarah Tumhe Satana Nahin Aata

Jaan Ban Gaye Ho Meri Yeh Jaan Lo Tum
Ab Tumhare Bina Mujhe Jeena Nahin Aata

Naaraz Ho Mujse Tumhe Manao Kaise
Apne Is Pyar Ka Yakeen Tumhe Dilao Kaise

Kyun Aitbaar Nahin Karte Tum Meri Is Mohabbat Pe
Ab Iske Siwa Mujhe Aur Kuch Kaam Nahin Aata

Kyun Door Chale Gaye Ho Tum Mujhse
Mujhe To Tumhe Apne Paas Bulana Nahin Aata

Tumse Door Kaise Chale Jaye Hum
Humein Tumse Door Hona Nahin Aata

Pyar Karte Hain Tumse Bahut Yeh Kaise Kahein Hum
Hum Jaante Hain Shayad Humein Yeh Kehna Nahin Aata.

Romantic Eyes Pictures, Romantic But Sad Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu Shairy, Ghamgeen Urdu Shairy,


Us ko Juda huwe bhi zamaana bahut hua
Ab kya kahen ye kissa purana bahut hua

Ab kyon na zindagi pe mohabbat ko vaar dein
Is aashiqi mein jaan se jaanaa bahut hua.






Tujh Se Milnay Ko Kabhi Hum Jo Machal Jaate Hain, Heart Touching Urdu Poetry, Heart Touching Urdu Ghazal, Urdu Shairy, Sad Urdu Peotry,


Tujh Se Milnay Ko Kabhi Hum Jo Machal Jaate Hain
To Khyalon Me Bohut Door Nikal Jaate Hain

Gar Wafaun Me Sadaqat Bhi Ho Or Shiddat Bhi
Phir To Ahsaas Se Patther Bhi Pighal Jaate Hain

Uski Aankhon K Nashe Me Hain Jab Se Doobe
Lar-Khratay Hain Qadam Or Sambhal Jaate Hain

Bewafayi Ka Mujhe Jab Bhi Khyaal Aata Hai
Ashk Rukhsaar Pe Aankhon Se Phisal Jaate Hain

Piyar Me Aik Hi Mausam Hai Baharon Ka
Log Mausam Ki Tarha Kese Badal Jaate Hain.


Chalo Phr Dhoond Laein Hum, Urdu Heart Touching Poetry, New Urdu Poetry, Urdu Shairy, Romantic Urdu Peotry,


Chalo Phr Dhoond Laein Hum
Usi Masoom Bachpan Ko

Unhi Masoom Khushiyon Ko
Unhi Rangeen Lamhon Ko

Jaha Ghum Ka Pata Na Tha
Jaha Dukh Ki Samjh Na Thi

Jahan Bus Muskurahat Thi
Baharein Hi Baharein Thi

Chalo Phr Dhond Laein Hum
Usi Masoom Bachpan Ko

K Jab Sawan Barasta Tha
To Us Kaghaz Ki Kashti Ko

Bana'na Aur Duba Dena
Boht Acha Sa Lgta Tha

Aur Is Duniya Ka Hr Chehra
Boht Sacha Sa Lagta Tha

Chalo Phir Dhoond Layen
Hum Usi Masoom Bachpan Ko.

TERI ANKHAIN BOHAT GHERI


TERI ANKHAIN
BOHAT GHERI
BOHAT HI KHOOBSORAT HAIN

AGAR IJAZAT HO TO
MAIN KUCH DEIR IN
MAIN JHANK KR DEKHOON

K MUJHY
CHAND KI MANNID
JHELLON MAIN UTRNA
BARA LUTF DETA HAE.

Ik Roz juda ho jaon gi


Ik Roz juda ho jaon gi
Na jany kahan kho jaon gi

Tum Laakh pukaro gay mujh ko
Per Lot k main na aaon gi

Thak haar k din k kamon say
Jab Rat ko sony jao gay

Dekho gay jab phone ko
Pegham mara na pao gay

Tab yaad tumhain main aon gi
Per Lot k main na aeon gi

Ik Roz ye rishta chootay ga
Dil itna zayada tooty ga

Phir koi na hum say Roothy ga

Main na ankhein kholon gi
Tum say kabhi na bolon gi

Akhir us din tum Ro do gay
Tum apna pyar kho do gay.

Latest Poetry, Nice Poetry, Urdu Poetry, Best Poetry, Best Heart touching Poetry,


  Mohabbat ek dua hai
Tum mujhy bas yeh dua dena

Khata koi jo ho jaye
Kabhi lehja badal jaye

Zaroori baat reh jaye
Mera chehra bigar jaye

Agar pehchan na paon
Tumhen gar jan na paon

Dua dena
Mohabbat ek dua hai
Tum mujhy bas yeh dua dena.

Latest Poetry, Nice Poetry, Urdu Poetry, Best Poetry, Best Heart touching Poetry,


Najane kis ki humain umer'bhr talaash rahi
Jise qareeb se dekha woh dosra nikla

Humain tu kisi ki mehfil bhi raas na ai
Koi khuda tu koi hamsa-e-khuda nikla.

Latest Poetry, Nice Poetry, Urdu Poetry, Best Poetry, Best Heart touching Poetry,


Tumhare hone ki ab mehez ek hi daleel reh gai hai
Aur woh yeh k tum jagah gherte ho.

Latest Poetry, Nice Poetry, Pashto Poetry, Best Poetry, Ghani Khan Poetry,


   “Ghani khan”
Ma ta da janat qesse
Zaan ta da dunya hesab

Daa de ajiba ensaf
da de ajiba ketab

Za pa Mastai soor Kafir
Ta pa hawas spin mula

Ma ta pa fitwa azaab
Taa ta pa dhoka sawab

Ae da adalat Rabba
Da loba kho wrana kry

Monga insanano ta
Nawe lar wadana kry
Ao khlas mo da mula na kry.

Latest Poetry, Nice Poetry, Pashto Poetry, Best Poetry,


   “Ghani khan”
Ma ta da janat qesse
Zaan ta da dunya hesab

Daa de ajiba ensaf
da de ajiba ketab

Za pa Mastai soor Kafir
Ta pa hawas spin mula

Ma ta pa fitwa azaab
Taa ta pa dhoka sawab

Ae da adalat Rabba
Da loba kho wrana kry

Monga insanano ta
Nawe lar wadana kry
Ao khlas mo da mula na kry.

Latest Poetry, Nice Poetry, Urdu Poetry, Best Poetry, Best Heart touching Poetry,


Na jane kiya masoomiyat hai us k chehre per
Us k samne se zyada use chup k dekhna acha lagta hy.

Latest Poetry, Nice Poetry, Urdu Poetry, Best Poetry, Best Heart touching Poetry,


Mar chuka hai dil magar zinda hon mein
Zehr jesi kuch dawain chahiye

Pochti hain aap' aap kese hain
Acha hon bs duaen chahiye.

Pashto Best Poetry, Pashto Poetry, Rehman Baba Poetry,


Pa qismat che sook jaregi bewaqof day
Qismatona pa jara samegi na

Haggha kegi che Allah ye moqarar kari
Che sa lek we pa taqdir badlegi na

Mohabbat ye che pa khpala khwakha na we
Meney cherta hum pa zora kegi na

Ka sal kaala da cha omar she kho bya hum
Pa jwandon bandi hissok maregi na

Che seerat ye khaista na we A "RAHMANA",
Tash soorat bandi hissok khaiegi na.

Latest Poetry, Nice Poetry, Pashto Poetry, Best Poetry, Pashto Sad Poetry,


Noori Ba Somra Bahane Joora wi
Za Kho Da Sta Bega Saba Na Tang Shom

Khudaya Da Khpal Watan Sawab Me woki
Musafari Ke Kho Bishana Tang Shum.

Latest Poetry, Nice Poetry, Pashto Poetry, Best Poetry, Ghani Khan Poetry,


   “Ghani khan”
Ma ta da janat qesse
Zaan ta da dunya hesab

Daa de ajiba ensaf
da de ajiba ketab

Za pa Mastai soor Kafir
Ta pa hawas spin mula

Ma ta pa fitwa azaab
Taa ta pa dhoka sawab

Ae da adalat Rabba
Da loba kho wrana kry

Monga insanano ta
Nawe lar wadana kry
Ao khlas mo da mula na kry.

Latest Poetry, Nice Poetry, Pashto Poetry, Best Poetry, Ghani Khan Poetry,


   “Ghani khan”
Ma ta da janat qesse
Zaan ta da dunya hesab

Daa de ajiba ensaf
da de ajiba ketab

Za pa Mastai soor Kafir
Ta pa hawas spin mula

Ma ta pa fitwa azaab
Taa ta pa dhoka sawab

Ae da adalat Rabba
Da loba kho wrana kry

Monga insanano ta
Nawe lar wadana kry
Ao khlas mo da mula na kry.

Latest Poetry, Nice Poetry, Pashto Poetry, Best Poetry,


Cha Werta Haal Jorhi Zama Da Grewana Wayalay
Os Che Gandal Kawi Aksar Goto Ke Stan Matawi

Cha Da De Sawal Jawab Tar Osa Pori Ra Na Krho Che
Da Watan Mina Ba Sok sSanga Pa Watan Matawi.

Latest Poetry, Nice Poetry, Pashto Poetry, Best Poetry,


Starge zma pa shogiro stare shwe
Pa intizaar sta da ratlo stare shwe

Waai har chaata da zargi khaloona
Laka baran pa waredo stare shwe

Yo zal takleef oka yo so qadama
Ma raza bia k pa ratlo stare shwe

Za ka shom stare pa laton dar pase
Ta hum ashna pa patedo stare shwe

Sa de pa meena ke mondal zargia
Pa khandedo pa jaredo stare shwe

Bewafa heer kra nor ye ma yadawa
Zargia khwar she pa salgo stare shwe

Zaan de raswsa kralo namrada eshq ke
Nadan zargia pa gilo stare shwe

Da che na mre ao na raghege KHIYALA
Kharegi bia pa asweloo stare shwe.


Best Poetry, Images Poetry, Latest Poetry, Pashto Poetry,


" Hagha malang sa zorawar day 6 sta dar la raze
Staso kosa ke qatal kege ho sta war la raze

Mena tal gware bas da yaw habara spena kawe
Raqeb ho na day 6 sta kale ta kandar la raze

Jore maen sho sta pa husan aw hwago habaro
Yaw sary wenam 6 mudam dalta palgar la raze

Da da pukhton be itefaqi da ka pohege pre dwe
Gham da naseb na hum sewa zamunga sar la raze

Kabal me wran sho Pehawar rala pa oor ke seze
Hr yaw saray der pa hunar dalta ke shar la raze

" ATAL" mar kege jwanday kege de ada sa da de
Kala she pata kala bya pa manda war la raze.

Latest Poetry, Pashto Poetry,


Haghe We Meena Yao Gul Dai
Os Taza V Os Fana She

Ma We Yao Gul Che She Mrrawe
Sal Guluna Tre Paida She

Haghe We Meena Da Oor
Sare Osezi Fana She

Ma We Oor Che Charta Bal She
Jahan Garam She Rana She

Haghe We Meena Ghazab Dai
Sare Rund She Na’bina She

Ma We Khude Ta Bina Starge
Tal Jahan Ta Na’bina She

Haghe We Meena Dozakh Dai
Mashuman Pake Jalya She

Ma We Kha De Dozakh Kha Dai
Da Gunah Wajud Safa She

Haghe We Khoga Dilbara
Kash Che Sta Aqal Zama She

‘GHANI’ We Mashuma Gula
Sta Da Sara Di Fida She.

Latest Poetry, Images Poetry, Nice Poetry, Pashto Poetry,


Da Sahar Gulab ta kenasta 
kum Gulab sho da Gulab pa Aena ke

tamasho Jami da navo maanu okre
jawab sawal sho sawal jawab pa aena ke.

Pashto Best Poetry, Pashto Poetry, Nice Poetry,


Ay Saila Lewania Ta Da Khkulo Mena Ghwari
Dalta Mena Mena Nishta Bus Da Wakht Sodagari Da.

Latest Poetry, Urdu Poetry, Sad Poetry, Images Poetry,


Hamari Chahat ka Lamha-Lamha
Visaal hota kamaal hota

Tumhara mujh sy Pal bhar bicharna bhi
mahaal hotakamaal hota

Hava ki lehron pe doultey
khizaan-raseeda ye zard pattey

kisi ki chahat maen agr tumhara yeh
haal hotakamaal hota

~Tumhy jo maloom hotey Janaa
 wafa k RasmoRivaaj sarey

Muhabbto'n mae hamara Qissa
Misaal hota kamaal hota

ye Rut khizaan ki ye sham k pal
ye teri yaad ye mere aansu

Tumhari Judaee ka agar na ye
Jaal hota kamaal hota.


Nice Poetry, Latest Poetry, Images Poetry, Heart Touching Poetry,


Kal Halki Halki Barish thi
Kal Sard Hawa ka Ruqs Bhi Tha

Kal Phool bhi Nikhray Nikhray Thay
Kal Un Me Aap Ka Aks bhi Tha

Kal Badal Kaalay Gehrey Thay
Kal Chaand Pay Laakhoon Pehrey Thay

Kuch Tukray Aap ki Yadoon
Bari Dair say Dil Me Thehray thay

Kal Yaadain Uljhi Uljhi Theen
Or Kal Tak Yeh Na Suljhi Theen

Kal Yaad Bohot Tum Aay Thay
Kal Yaad Bohot Tum Aay Thay.

Latest Poetry, Images Poetry, Nice Poetry,


Talism-e ishq tha sab Us k sath hony tak
Khayal-e dard na aaya nijaat hony tak

Mila tha hijar k rasty men subah ki manind
Bichar gaya tha musafir se raat hony tak

Ajeeb rang badalti hai us ki nagri bi
Her ik nehr ko dekha faraat hony tak

Wo is kamaal se khelta tha Ishq ki baazi
Main apni fatah samajhta tha maat hony tak

Main usko bhoolna chahon to kia karon "Mohsin"
Wo mujh men zinda hai khud meri zaat hony tak.

Latest Poetry, Nice Poetry, Sad Poetry, Urdu Poetry,


Shaam ki palkon pe larazty rehna
Doob jaaye jo ye manzar to barasty rehna

Uski aadat wohi har baat adhuri karna
Or, phir baat ka mafhoom badalty rehna

Aag sy seekh liya hai ye kareena hum ny
Bujh bhi jaana to bari dair sulagty rehna

Jaany kis umrr mein jaaye gi ye aadat apni
Roothna khud sy to auron sy ulajhty rehna.

Latest Poetry, Nice Poetry, Sad Poetry,



Dost Kya Khoob Wafaon Ka Sila Dete Hain
Har Naye Mod Par Ek Zakhm Naya Dete Hain

Tum Se To Khair Ghadi Bhar Ki Mulakat Rahi
Log Barson Ki Rafakat Ko Bhula Dete Hain

Kaise Mumkin Hai Ke Dhuwan Bhi Na Ho Aur Dil Bhi Jale
 Padti Hai To Patthar Bhi Sada Dete Hain

Kaun Hota Hai Musibat Mein Kisika Aye Sanam
Aag Lagti Hai To Patte Bhi Hawa Dete Hain

Jinpe Hota Hai Bahut Dilka Bharosa Jane Kyon
WaQt Padne Pe Wohi Log Daga Dete Hain.

Heart Touching Poetry, Images Poetry, Latest Poetry,

Jo Hum Pey Guzray thay Ranj Saray to Log Samjhay
Jab Apni Muhabaton ka Azab Jheelay to Log Samjhay

Wo Jin Darakton ki Chahon Main Say Musafiron ko Utha dia tha
Unhi Darkton say aglay mausam Jo Phal Na Utray to log samjhay

Is Aik Kachi si Umar wali kay falsafay ko koi na samjha
Jab Us kay Kamray say lash nikli Khatoot niklay to log samjhay

Wo Gaon Ka aik zaeef dahkaan sarak kay banay pey kun Khafa tha
Jab Is Kay Bachay Jo Shahar Ja kar kabhi na lotay to log samjhay.

Best Heart touching Poetry, Latest Poetry, Nice Poetry,


Aaj ek aur baras beet gaya us kay baghair
jis kay hotay hue hotay thay zamanay meray

Kaash tu bhi meri awaaz kahin sunta ho
Phir pukara hai tujhay dil ki sada nay meray

Kaash tu bhi kabhi aa jaaye masihayee ko
log aatey hain buhat dil ko dukhanay meray

Kaash auron ki tarah mein bhi kabhi keh sakta
baat sun lee hai meri aaj khuda nay meray

Tu hai kis haal main aye zood-e-faraamos­h meray
Mujh ko to chheen liya ehd-e-wafa nay mere

Charagar yun to bahut hain magar aye jaan-e-Faraaz
Juz tere aur koi zakhm na jaane meray.








Nan Niqab De Da Makh Lar Ka Sta Ledo La Yam Ragale


Nan Niqab De Da Makh Lar Ka Sta Ledo La Yam Ragale
Aaw Nadaan Yam Lewany yam Swazedo la yam ragle.

khyber kho laar the thlo ra thlo da


khyber kho laar the thlo ra thlo da
Pa kabul o pekhawar k Pukhtun yO de.


Zamung pa Deen k kho sharaab haram de


Zamung pa Deen k kho sharaab haram de
Za stha pa gham k yakh da guray skama.


Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...