Pages

Da sawab maza manam, kho da guna pa shanthi na


Da sawab maza manam, kho da guna pa shanthi na
Za da gull khaist manam kho da ashna pa shanti na,

Chi me yaar ta warnizde shom, pa makeez e ratha owy
Khuaklawal ba paki ve, kho da bega pa shanti na,

Zalzaly shve zalzaly shve, zalzaly shve
Che mi shundi da yaar shundu ta nezde shve.

Kabhi zidd mein tere ho gaye, Urdu Ghazal, Heart Touching Ghazal, Urdu Poetry, New Urdu Poetry,

Kabhi zidd mein tere ho gaye
Kabhi dil ne tujhe ganwa dia
Isi kashmakash mein rahe sada
Tu ne yaad rakha ya bhula dia,

Kabhi be-basi mein hans diye
Kabhi hansi ne ham ko rula diya
Kabhi phool se rahi dosti
Kabhi haath kanton se mila lia.

Bara dushwar hota hai, Urdu Poetry, Urdu Sad Poetry, Sad Pictures, Sad Pictures Poetry, Sad Heart Touching Poetry,


Bara dushwar hota hai
Zara sa faisla kerna
k jeevan ki kahani ko
beyan-e-bezubani ko
kahan se yaad rekhna hai
kahan se bhool jana hai
kise kitna batana hai
kis se kitna chupana hai
kahan hans hans k rona hai
kahan awaz deni hai
kahan khamosh rehna hai
kahan rasta badalna hai
kahan se lout aana hai
Bara dushwar hota hai
Zara sa faisla kerna.

Faraz Heart Touching Poetry, Faraz Poetry, Ahmed Faraz Poetry, Faraz Urdu Poetry, Urdu Poetry By Ahmed Faraz,


Kia Ruksat Yaar Ki Ghari Thi
Hansti Howe Raat Roo Pari Thi

Hum Khud Hi Howey Tabah Warna
Duniya Ko Hamari Kya Pari Thi

Yeah Zakhm Hein Un Dinoo Ki Yadein
Jab Aaap say Dosti Bari Thi

Jatey Toa Kider Ko Teray Wehshi
Zanjeer-e-Junoon Karri Pari Thi

Dare’ozar-e-Ghir Hayaat Bann Kar
Duniyaa Teri Raah Mein Khari Thi

Ghum Thay Kay Faraz Aan’diyaan Thein
Dil Tha Kay Faraz Pan’kari Thi.

Faraz Poetry, Ahmed Faraz Poetry, Faraz Urdu Poetry, Faraz Heart Touching Poetry, Urdu Poetry By Ahmed Faraz,


Ranjish hii sahi dil hi dukhaane ke liye aa
Aa phir se mujhe chhorr ke jaane ke liye aa,

Pahale se maraasim na sahi phir bhii kabhi to
Rasm-o-rahe duniyaa hi nibhaane ke liye aa,

Kis kis ko bataaye.nge judaai kaa sabab ham
Tuu mujh se Khafaa hai to zamaane ke liye aa,

Kuchh to mere pindaar-e-muhabbat ka bharam rakh
Tuu bhi to kabhi mujh ko manaane ke liye aa,

Ek umr se hun lazzat-e-giriyaa se bhi maharum
Ai raahat-e-jaa.N mujh ko rulaane ke liye aa,

Ab tak dil-e-Khush_faham ko tujh se hai.n ummide.n
Ye aaKhiri shamme.n bhi bujhaane ke liye aa,

Maanaa ki muhabbat kaa chhipaanaa hai muhabbat
Chupake se kisi roz jataane ke liye aa,

Jaise tujhe aate hain na aane ke bahaane
Aise hi kisi roz na jaane ke liye aa.

Faraz Poetry, Ahmed Faraz Poetry, Faraz Urdu Poetry, Faraz Heart Touching Poetry,


Wafaa Ke Baab Mein iLzaam-e-Aashiqui Na Lia
Ke Teri Baat Ki Aur Tera Naam Bhi Na Lia,

Khusha Wo Loog Ke Mehroom-e-iLtafaat Rahay
Tere Karam Ko Ba Andaaz-e-Saadgi Na Lia,

Tumhaaray Baad Kayi Haath Dil Ki Simt Barhay
Hazaar Shukar Girebaan Ko Ham Ne Si Na Lia,

Tamaam Masti-o-Tishna Labi Ke Hangaamay
Kisi Ne Sang Uthaaya, Kisi Ne Meena Lia,

“Faraz” Zulm Hai Kuch Itni Khud Aitmaadi Bhi
Ke Raat Bhi Thi Andheri, Charaagh Bhi Na Lia.

Poetry About Pashtoons, Pashtoons, Pashtoon Tribe Poetry, New Pashto Poetry,

Na rogh na lewani sho no da kor na sahra sho
Na wrak sho na paida sho na darogh sho na rekhtiya sho,

Da tory jang mo hechary bailaly pa cha na de
Da aqal ao naseeb pa jang che raa sho war khata sho.

Urdu Heart Touching Poetry, Urdu Sad Poetry, Urdu Ghazal, Sad urdu Poetry, Urdu Shairy, Urdu Ghazal, New Urdu Ghazal,


Zindagi youn hui basar tanha
Qafilaa saath aur safar tanha,

Apne saaye se chaunk jaate hain
Umr guzri hai is qadar tanha,

Raat bhar bolte hain sannaate
Raat kaate koi kidhar tanha,


Din guzarta nahin hai logon mein
Raat hoti nahin basar tanha,

Hamne darvaze tak to dekha tha
Phir na jaane gaye kidhar tanha.

Heart TOuchin Poetry, Pashto Heart TOuching Poetry, Romantic But Sad Peotry, Sad Pashto Poetry, New Pashto Poetry,

Da khoshboye wajood, da dard wajod da meene wajood
Yao da gulab bal da parhar bal da janan pa shan de,

Pa zana khaal pa wreezo khal pa anango khaloona
Sta laalazar, laalazar jwand da gulestan pa shan de.

Pashto Poetry, Pashto Ghazal, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Sad Poetry, Pashto Picture Poetry, Sad Pashto Peotry, Heart Touching Poetry,

Pa khariyu ke hum zama pa sar khabary kedy
Zama da eshq qeesa khowara tar bayabana na wa,

Maa pa ke tal da parharono jaamy waghostaly
Pa de koso ke malangi daasy asana na wa,

Sang pa ke sta gulab jamal stargy ona sparhaly
Zama da zrha dashta kho dasy be barana na wa.

Sad Pashto Poetry, Sad Pashto Heart TOuching Poetry, Pashto Sadest Poetry, new Pashto Poetry,


Ta sa khabar shwe che sta sang da judayi awaz wo?
Ala pa ma khu sam qyamat wo da shpelai awaz wo.

Us kho mu khulo bande da wakht qarun klak ls ikhe de,
Gane hr dawar ke mu wate la marai awaz wo.

khuday khabr sa ba kegi m0r me sta nama wawreda
Bega pa khob ke che me krry lewanai! awaz wo.

Haghe jarral no maa ba khpal zan ta khere kawale
Dagha da dard awaz wo daa da bewasai awaz wo.

rafeq shinwari rana khob ke bega swal krry dy
Usanai sang da?pakhwa sang da musiqai awaz wo?

Merany m0r rata usman, usman naare wahale
Mata kho khpale m0r tal krre pa khwarai awaz wo.

Pashto Ghazal, Pashto Ghazal Poetry, Pashto Latest Ghazal, Pashto Heart Touching Ghazal, Pashto Poetry,


Za Hes Hum Na Yam, Kho Bas Sta Da Ghari Haar Yam Ashna
Ka Dair Ghareeb Yam, Nu Bia Hum Somra Maldar Yam Ashna,

Sada Bada Yam Gharsanay Yam Dair Napoha Hum Yam
Bas Za Da Meene Pa Maidan Ki, Lag OkhYaar Yam Ashna,

Che Sor Salo Da Bam Pa Sar Bia Mazigar Rangeen Kre
Oshwe Modey Walarh Pa Dagha Intezar Yam Ashna,

Lari Kagy Wagy Azghani, Manzal Worak Sho La Ma
Somra Badbakhta Yam, Be Sara, Be Sardar Yam Ashna,

Woret Me Zan, Hum Me Janan, Pa Wor Sati Lamba Kro
Pa Zan Bal Shawe Ajab Wor, Yo Sor Angar Yam Ashna,

Belcha Pa Wali Garzam, Dar Pa Dar, Watan Pa Watan
Rotai Gatama Wazgar Na Yam, Pa Rozgar Yam Ashna,

Kali Hujra, Tangi Kosay, Yaran Dostan Shwal Pati
Pa Ma Abad De Os Khaist Da Pradi Khar Yam Ashna,

Ka Gulistan Me Sra Lamba Kro Da Wakhtuno Lambo
Bia Ba Ye Abad Kram Dair Hunar Laram Malyar Yam Ashna.

Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Poetry, New Pashto Poetry, Latest Pashto Poetry, Pashto Shairy,

Fazal Da Khudai De, Da Topak Pa Zai Gulab Ghwari Os
Cha Chi Ba Kali Woranawal Haghoi Kitab Ghwari Os,

Wayi Zama Meena Ba Khpal Zargi Ki Pata Satay
Da “Sada Gula” Rana Lapa Ki Daryab Ghwari Os,

Che Khpal Ezaat, Qadar aw Pat Ye Pa Ki Woledalo
Pa Aropa Ki Gora Peghli Nor Hijab Ghwari Os,

Awal Ye Wail Raza Lelam Yam Pa Tawan Yam Yara
Da Hari Khulay Da Hari Ghaig Rana Hisab Ghwari Os,

Da Du, Da Lasa Mu Da Mrha Neka Hadoki Khars Kral
Khudazda Che Nor Rasakha Sa Shi InQilab Ghwari Os,

Hagha Be’Aqla Che La Tana Ye Zan Khkuli Ganrha
Da De Raghali De, Maafi Hagha Gulab Ghwari Os,

Nor De Da Stargo Da Banro Pa Jabo Na Pohegi
Da Fazal’Yaar Zra Darna Tak Speen Jawab Ghwari Os.

Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Poetry, New Pashto Poetry, Latest Pashto Poetry, Pashto Shairy,

Dase Pa Zra K Me Khyaloona da Janan Tawegi
Laka Che Sam Pa Sarhi Zmaka ao Asman Tawegi,

Da Lewano Guman Pa Zan Okram Pa De Khabara
Che Staso Cham K Rana Wale Mashooman Tawegi,

Dase Tawegi Me Khyaloona Sta Da Zaat Na Gula
Laka Pa Hajj K Da Ka’abe Na Che Hajyan Tawegi.

WAsi Shah Poetry, URdu Poetry By Wasi Shah, Sad Poetry By Wasi Shah, Wasi Shah Heart Touching Poetry,


Kisi Ki Majburiyon Ko Agar Tum Us Ki Bewafai Samjho Gay "WASI"

Tu Zindagi Mein Kabhi Kisi Ka Piyar Na Pa Sako Gay.

Latest Urdu Poetry, Urdu Poetry With Images, Sadest Urdu Peotry, Urdu Heart Touching Poetry, Picture Poetry,


Aaj Saqi Sharab Rehne Do Tishnagi Ka Azaab Rehne Do
Tum Sanwaro Apni Zulfo'n Ko Mere Halat Kharab Rehne Do.

Wo Mujhe Mehndi Laga Hath Dikha Kar Roi, Urdu Best Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Urdu Ghzal, Urdu Shairy, Urdu Poetry With Pictures,

Wo Mujhe Mehndi Laga Hath Dikha Kar Roi
Ke Ab Kisi Aur Ki Hue Ye Bata Kar Roi,

Umer Bhar Ki Judai Ka Khayaal Aata Hai
Wo Mujhe Bohot Dair Apne Pass Bitha Kar Roi,

Kaise Hue Hum Juda Kis Qadar Majboor Thi
Ye Poori Daastaan Suna Kar Roi,

Ab Mujhe Bhool Jao Ye Hamari Aakhiri Mulaqaat Hai
Main Kisi Aur Ki Ho Chuki Ho Wo Apna Faisla Suna Kar Roi,

Baat Kismat Ki Hai Hum Juda Hue
Wo Mujhe Apne Seene Se Laga Kar Roi.



Urdu Best Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Urdu Ghzal, 
Urdu Shairy, Urdu Poetry With Pictures,

Mohabbat Ka Dard, Heart Touching Poetry, Urdu Poetry, Sadest Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Sadest Pictures,


Mohabbat rog hoti hai kaha b tha
Rula ka khud b roti hai kaha b tha,

Use tum dil ki dhari ka pata mat do
Ye us main dard boti hai kaha b tha,

Kinare k bohat nazdeek le ja kar
Ye kashti ko daboti hai kaha ba tha,

Szal se is ki aadat hai zamane ko jaga
Kar khud ye soti hai kaha b tha,

Ya sar sy paoo tak raak ker dite hy
Bohat be dard hoti hy kaha b thaa.




Mohabbat Ka Dard, Heart Touching Poetry, Urdu Poetry,
 Sadest Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Sadest Pictures,

New Urdu Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Images Poetry, Sadest Poetry, Sadest Picture,


Apni Zaat Py Tanhai Ka Libaas Rakhti Hun
Main Khaas Phool Hun Rang Bhi Khaas Rakhti Hun,

Mujhe Ab Kisi Khusi Ki Haajat Ho Bhi Toh Kaise
Bas Uski Yaad Sy Aksar Khud Ko Udaas Rakhti Hun,

Main Uske Dard Ko Kyun Bant'ti Phirun
Main Apni Cheezien Faqat Apne Paas Rakhri Hun.




New Urdu Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Images Poetry, 
Sadest Poetry, Sadest Picture,

Urdu Ghazal, Best Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Best Urdu Poetry, Images Poetry, Romantic Pictures,


Tujhay Naaz hai k main Haseen hon
Mere Gulsitaan ko Zawaal kya
Mujhe Fakhr hai k main Ishq hon
Jo jala na dun Tu Kamaal kya,

Mujhe Zindgi ki Dua na De
Mujhe Zindgi ki Talab Nahi
Meri Mout ko jo Taal de
Iss Zindgi ki Majaal kya,

Hamein Manzilon ki Khabar nahi
Hamein Rahguzar ki Talash hai
Iss Rahguzar par Nikal Pare
Tu Urooj kya or Zawaal kya,

Tere Pyar mein Shikwe Gily
Teri In Adaon pe Mar Chale
Jo Hyaat thi Tujhe Waar di
Ab jawab kya Aur Swaal kya.

Teray Pyar Ki Arzoo Thi Jo Mujhay Mil Na Saka


Teray Pyar Ki Arzoo Thi Jo Mujhay Mil Na Saka
Dil Main Wo Phool Sajaya Jo Kabhi Khil Na Saka
Basi hai Ik Hi Moorat Meray Dil Main
Khoya Jo Usey Phir Wesa Koi Kabhi Mil Na Saka,

Chupaya Hai Tujhay Pelkon Main Khuab Ki Terhaan
Meri Ankhoon Ke Samander Ko Kinara Mil Na Saka
Dil Ke Raaste Main Koi Is Terhan Se Na Bhatke
Ke Doobta Hi Chala Gaya Koi Sahara Mil Na Saka,

Teri Chahat Main Janey Kitni Door Nikal Gaya Hoon Main
Per Meri Kismat, Ik Pal Ko Bhi To Meray Sath Chal Na Saka
Hai Ye Meri Dua Ke Sada Aabad Reho Tum
Milay Her Wo Sukh Tumhain Jo Mujhay Kabhi Mil Na Saka.

Poetry About Mother, Heart Touching Images Poetry, Heart Touching Urdu Poetry,

Tere aghoosh main JANNAT aur jahan dono ka sakoon tha
Es pathar pe sar rakh k mujh se soya nahi jata ae MAA.

Tanha The,Tanha Hain, Or Tanha Hi Reh Jayenge


Tanha The,Tanha Hain, Or Tanha Hi Reh Jayenge
Pyaar Jisko Kiya Usko, Haasil Na Kar Payenge,

Akele Aaye, Akele Hi Reh Gaye, Or Akele Hi Chale Jayenge
Duniya Ke Dasturon Ko Hum, Chah Kar Bhi Badal Na Payenge,

Heer - Raanjhe Ki Kahani
Hum Bhi Phir Se Dohrayenge,

Na Bandh Paye Hum Ek Bandhan Me,
Par Pyaar To Hum Dil Se Nibhayenge,

Ye Saans Rahegi Jab Tak, Saath Tera Hi Chahenge
Tanha The, Tanha Hain, Or Tanha Hi Reh Jayeng.

Barson Guzar Gaye, Ro Kar Nahi Dekha


Barson Guzar Gaye, Ro Kar Nahi Dekha
Aankhon Mein Neend Thi, So Kar Nai Dekha
Wo Kiya Jane Dard Mohabbat Ka 
Jis Nay Kisi Ka Ho Kar Nahi Dekha.

Agar Bhigne ka itna hi shoq hai baarish me


Agar Bhigne ka itna hi shoq hai baarish me
To Dekho na meri aankhon me
Baarish to har ek ke liye hoti hai
Lekin ye aankhein sirf tumhare liye barasti hain.

Zindgi se Apna har Dard Chupa Lena


Zindgi se Apna har Dard Chupa Lena
Khushi na Sahi Gam Gale Laga Lena,

Koi Agar Kahe Mohabbat aasan hai
To Use Mera Toota hua Dil Dikha Dena.

Uski Pasand Ki Khatir Kiya Kuch Na Kiya Hum Ne


Uski Pasand Ki Khatir Kiya Kuch Na Kiya Hum Ne

Usy Roshni Pasand Thi Hum Ne Khud Ko Jala Diya.

Hum to hanste hai dusro ko hansane ki khatir


Hum to hanste hai dusro ko hansane ki khatir

Warna dil pe zakhm itne hai ke Roya bhi nahi.