Pages

Wo dil ka bura na bewafa tha


Wo dil ka bura na bewafa tha
bus mujhse yunhi bhichar gaya tha

kal shab woh mila tha doston ko
kehtay hain udaas lagh raha tha

kismat ka hi yeh sab dosh hai
pehle milaya phir juda kerdiya tha

woh jab bhi mujhse milta bhuja bhujasa lagta
shayad kisii uljaan main phass gaya tha

ab us se kyun ker gilla karon main
iss ishq ne usse bhi ruswa kiya tha

dooriyon se kabhi pyaar mitta nahin
usne hi to RANI pyaar kerna sikhaya tha.

No comments:

Post a Comment