Pages

Da wesal dagha arzoo mi pora na sho,

Da wesal dagha arzoo mi pora na sho 
da umedono dewa mra shwa bala na shwa

yara sta wesal pa tama naqarar wam 
naqarar ghwandy oda shwm qarari mi naseb na shwa 

za majboor ye da yarai pa tama nast wm 
intezar ye somra khog de zindagi mi intezar shwa.


Pashto Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, Romantic Pashto Poetry, Romantic Poetry,

Da Ghra palosa ke Gabeen da naro toro macho
Laaliya ta la me saatalay charta rasha kana

Da alooche da wone hara wraz maarGhaan sharrama
RanG ye tak soor dy arrawalay charta raasha kana

Da Goor chinaar laande cheena laka ranrra Aayina
Taa pa ke zaan na dy ledalay charta rasha kana 

Pa zeelo zeelo ke ye shna shna Ghunchakuna khkaari 
Zamunga kwar rara sedalay charta raasha kana

Da Lakhti Ghaarre ta inzar tore daane niwali
Che maa shukolay ta khwarralay chrta raasha kana
Za kaliwaal ba darla darkam kaliwala meena nan me pa zra.

Da wakht gardash, Pashto Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, Heart Touching Poetry,

Da wakht gardash Haga kosu ke Logrulay yama
Mudam che huska gare charta garzedalay yama

kaka che mana be pukhto be pata kar shave dai
de khpal pukhtun zarge pa har qadam ratalay yama

ma ta khpal zan pa ayena ke Der badranga Khkarege 
kho ta che wae pa rekhtya sara ba khukulay yama.

Bangla ao Mahal na Laram Jungare ta me Rasha

Bangla ao Mahal na Laram Jungare ta me Rasha
na Kat ta ba me Gore na Pozi ta ba me Gore

kho mala che raze nu da yawa khabara waora
tale ta ba me na Gore Tandi ta ba me Gore

Raza che sara ozangoo da meenay pa yo taal, Pashto Romantic Poetry, Pashto Poetry,

Raza che sara ozangoo da meenay pa yo taal 
da yo bal na chapera kro lasoona da wisaal 

zalmoono der wahali yo ghamoono karawali 
rokhana tora shpa kra sta da husan pa jamaal 

bahar da zal zama pa zra da husan ranra okri 
gul tol umer razi kho dase ter she kal pa kaal 

yo zal kho pa rekhtya ye pa khanda tar sanga 
rasha Khattak khpala zwani darpasey khawry kra pa khyaal.

Sahara waya ta k nawee sa dee,Pashto Poetry,Pashto Best Poetry,

Sahara waya ta k nawee sa dee 
zara ghamoona ao da swo khabary 

khushali yo wraze hum na shey 
rawry rawry fikrono andekhno khabary 

meenay ranra de chary onakrala 
kaway ranra ao da tyaro khabary 

sta da khulgai na gore khwand na kawi 
da rangeeno ao da wagmo khabary 

za de pa gheg k tal khazan weenama 
Brekhnay ta makra da sparlo khaba.

Cha v che Mayan shuma nu Khaad shuma , Pashto Poetry,

Cha v che Mayan shuma nu Khaad shuma 
za kho sta pa mena ke Barbad shuma

ogora za sumra khosh naseba yam
sta pa nama Tol watan ke yad shuma 

ma dere Taodi sare ledale de
za pa tendakunu ke ustad shuma

os pre da khukula mani abadi kra
sta da shakhseyat che za bunyad shuma

waya kana seng di laar galata kra
shukar dai che za darta Daryad shuma

dango dango Grunu sara sar waham
za kho Abaseen na shum FAHRAD shuma.

Zargay darna khata sho ka zegar darna Khata sho

Zargay darna khata sho ka zegar darna Khata sho
La qasda dase osho ka nazar darna Khata sho

sparleya Da de sa okro zamung kali ta Ragle
kosa darna Khata shwa ao ka Waar darna khata sho.

Che Muhabbat Shi Na Ba Zyan Ta Na Ba Sar Ta Goram

Che Muhabbat Shi Na Ba Zyan Ta Na Ba Sar Ta Goram
Mehboobe Za Sta Lupate Khpal Sadar Ta Goram  

Os De Da Sur Saalu Bala Bala Arman Razi
Che De Spere Spere AlwOti Mazigar Ta Goram

Ma Da Dunya Nandara Kari Sta Pa Stargo K Da
Baghair Latana Ba Sang Myashte Da Akhtar Ta Goram.

Ta Che Shwe Khpal Husan Ta Heran Pa Aayena K

Ta Che Shwe Khpal Husan Ta Heran Pa Aayena K
Mata Andaza Okra Da Zaan Pa Aayena K

Gung Ba Sa Tareef Da Khaad O Khaal Da KhkulO Okri
Zaan Ta Sala GOre Gul Rukhaan Pa Aayena K.

Ishq, Ishq Poetry, Ishq Ka Qaraz, Urud Poetry,

Charr jaye tu phir utarta he nahi
Ye ishq bhi ghareeb k qaraz jaisa hay.

Khata aur Wafa, Urdu Poetry,

Khata aur wafa main itna farq hay
Khata har kisi se hoti hay aur wafa kisi se nahi.

Pashto Sadest Poetry, Pashto Sad Poetry, Pashto Poetry, Sad Poetry, Heart Touching Poetry,


Wakht Mu Da Meene Muhabbat QissO Ta Charta Pregdi
Ghurbat Mu Dase Da Kha Jwand MazO Ta Charta Pregdi

Hagha Ba Rashi KhO Zama Ba lOye Arman Pate Shi
Zalim Marge Me Da Janan LedO Ta Charta Pregdi.

Da abaseen pa daryab dob shom, Pashto Poetry, Pashto Romantic But Sad Poetry, Heart Touching Poetry,


Da abaseen pa daryab dob shom godar kum zay dy
Zama da yaar pa shanta khkolay bashar kum zay dy

Khalak har zai pa zai jamy wenzi akhtar de saba
Da ashaqano be da yaara akhtar kum zay dy

Pa yo nazar da khobriyano zara mangwal ke aore
Dase jado dase mantar ao asar kum zay dy

A gulistana da ALLAH pa takal mast aosa
tal Pa zamana da qadardano qadar kum zay de.

Pashto Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Sad Poetry, Latest Pashto Poetry,


Zamoong da khalko dak da meenay rewajoona sa sho
Hagha che yao bal la ba tloo hagha rasmona sa shoo

Yao ror ba bal la pa akhtar k khaista ghara warkra
Zamoong pa zra k da ulfat hagha koroona sa sho

Koroona dak da melmano ba wo yao zai ba woo tol
Da pukhtano hagha drana dastarkhanona sa sh.

Urdu Poetry, Urdu Best Poetry, Heart Touching Poetry, Best Heart touching Poetry,


Pakiza mohabbat ko gunah-gar na karna
Tum pyaar to karna magar izhaar na karna

Qurbani ka jazba tumhe virsey mein mila hai
Wo jaan bhi agar mangey tou inkaar na karna

Suraat sey bari cheez hai mehboob ki seerat
Aawara hawa'un sey kabhi pyaar na karna

Aashkon mein na beh jayen kahin gham ka khazana
Soowey hoye toofa'n ko be-daar na karna.

Ae Husn-E-Be-Parvaah, Sad Urdu Poetry, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry, Romantic Poetry,



Ae Husn-E-Be-Parvaah! Tujhe Shabnam Kahun, Sholaa Kahun
Phoolon Main Bhi Shokhi To Hai Kisko Magar Tujh Sa Kahun
Gesu Ude Mehki Fizaa Jaadu Karen Aankhein Teri
Soyaa Hua Manzar Kahun Ya Jaagta Sapna Kahun 
Chanda Ki Tu Hai Chandni Lehron Ki Tu Hai Raagini
Jaan-E-Tamanna Main Tujhe Kya Kya Kahun, Kya Na Kahun.

Sad Urdu Poetry, Urdu Best Poetry, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry, Sadest Urdu Poetry,


Chalo mohabbat ki nayi bunyaad rakhtay hain
Khud paband rehty han tumen azad rakhty han

Hamary khoon mai Rab ne yehi taseer rakhi hai
Burai bhool jatay hain achai yaad rakhtay hain

Mohabbat mai kahi hum se gustakhi na ho jay
Ham apna har qadam us k qadam k baad rakhty han.

Heart Touching Ghazal, Best Heart touching Poetry, Heart Touching Poetry, Urdu Poetry,


Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jaga Di Thi
Khuwabon Ki Duniya Apni Us Se Hi Saja Di Thi

Chaha Tha Us Ko Hum Ne Khud Se Bhi Bohat Barh Kar
Us Chahat Mein Hum Ne Ye Hasti Hi Mita Di Thi

Maloom Nahi Tha Hum Ko Woh Bewafa Bhi Hoga
Us Per Bharosa Karke Khud Ko Hi Saza Di Thi

Socha Tha Sath Mil Ke Kaatenge Zindagi Ko
Us Ne To Ek Pal Main Har Baat Bhula Di Thi

Kaisa Sitam Hai Dekho Woh Kab Se Judda Hai Mujh Se
Apni Zindagi Jis Ka Saya Sa Bana Di Thi

Kiya Tha Us Per Bharosa Kyun Hadh Se Barh Kar
Us Ki Jafa Ne Dil Mein Ek Halchal Si Macha Di Thi.

Sad Poetry, Sad Urdu Poetry, Sadest Urdu Poetry, Sad Urdu Ghazal, Urdu Ghazal, Urdu Poetry,


Lagta Nahin He Ji Mera Ujare Dayar Me
Kiski Bani He Alam-E-Na-Payedar Me

Bulbul Ko Pasban Se Na Saiyyad Se Gila
Qismet Men Qaid Likhi Tthi Fasl-E-Bahar Men

Keh Do In Hassreton Se Kahin Aur Ja Basen
Itni Jageh Kahan He Dil-E-Daghdar Me

Ik Shakh-E-Gul Pe Baith Ke Bulbul He Shadman
Kante Bicha Diye He Dil-E-Lalazar Me

Umr-E-Daraz Mang Ke Laye Tthe Char Din
Do Arzu Men Kat Gaye Do Intezar Men

Din Zindagi Ke Khatm Hue Sham Ho Gayi
P'haila Ke Paon Soyen-Ge Kunj-E-Mazaar Me

Kitna He Bad-Naseeb Zafar Dafn Ke Liye
Do Gaz Zamin Bhi Na Mili Ku-E-Yaar Me.

Heart Touching Poetry, Urdu Poetry, Latest Urdu Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Apna Dil Pesh Karoon,


Apna Dil Pesh Karoon Apni Wafa Pesh Karoon
Kuch Samajh Me Nahi Ata Tujhe Kya Pesh Karoon
Tere Milne Ki Khushi Me Koi Nagma Cheroon
Ya Tere Dard Ki Judaai Ka Gila Pesh Karoon
Mere Khabon Me Bhi Tu Mere Khyalon Me Bhi Tu
Konsi Chez Tujhe Tujhse Juda Pesh Karoon
Jo Tere Dil Ko Lubha Le Wo Ada Mujhme Nahi
Kyon Na Tujhko Koi Teri Hi Ada Pesh Karoon.

Urdu Ghazal, Urud Poetry, Urdu Sad Poetry, Heart Touching Poetry, Urdu Heart Touching Poetry,


Kabhi Khayal Mein Manzar Jo Eik Rehta Tha
Wahi Jhuki Hui Shakhen Wahi Dareecha Tha

Ussi Ne Phool Khilaaye Tamam Khushiyon Ke
Woh Muskurata Hua Jo Tumhara Lehja Tha

Kisi Ki Aankhein Kahani Suna Rahi Thin Mujhe
Mohabbaton Ka Rawan Bezabaan Dariya Tha

Tumhari Aankhen Samajhti Thhin Dard Mera Bhi
Tumhare Dil Se Kabhi Aisa Eik Rishta Tha

Mere Labon Ki Zameen Par Rawan Tha Naam Uska
Kis Ahtiyaat Se Woh Mere Dil Mein Basta Tha

Mujhey To Roz Hi Milne Ki Usse Khwahish Thii
Magar Wo Bahut Door Mujh Se Rehta Tha.

Dard Poetry, Dard e Dil Poetry, Heart Touching Poetry, Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Sad Poetry,

Na janay kon sa dukh zehar ban k phela hay 
Jisay bhi daikho wohe shakhs hay udaas bhoht, 

Wasi Shah Poetry, Wasi Shah, Wasi Shah Urdu Poetry,

Aik dosre k wastay dono banay hay Wasi
Guldan mera dil hay Teri yaad phool hay.

Urdu Sad Poetry, Urud Sad Picture Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Sadest Urdu Poetry,

Us ki jostujo, us ka intezar aur akaila pan
Thak kar muskuradeta hon jab roya nahi jata

Pashto Peotry, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Images Poetry, Pashto Romantic Poetry,

Da meeni pa nazar ki doob khumar mazeegare
Pa zrra me rawareegi sta da khaar mazeegare.

Pashto Poetry, Pashto Romantic Poetry, Pashto Eid Poetry, Eid Poetry, Da Akhtar Shairy, Sra Guloona Po Lass Rasha Nan Akhtarr De,


Sra Guloona Po Lass Rasha Nan Akhtarr De
Wos Kho Yara Ra Pukhla Sha Nan Akhtar De
Har Taraf Ta Da Khanda Shamay Baligy,
Za Patang ao Ta Sha Shama Nan Akhtar De
Domra Zulam Sok Pa Ishq ke Po Cha Na kre
Ma liwani kre She Khushala Nan Akhtar De
Ta Che Na Goram Jahan Rabande Wor She
Che De wakram Didanoona Bia Akhtarrr De
Ka Raqeeb Ta Po Khanda She Grana Yaara,
Za Ba Mar Sham Ta ba Waye Nan Akhtar De
Nan Da Meeny Kachkol Rawra ae Barana!
Yar Khairat ba Meeny Darke Nan Akhtar De.

Pashto Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Sms, Pashto Sms Poetry, Heart Touching Pashto Poetry,


Rasha zargia Zama Zra Ogora
Pake Da Gham Daka Qisa Ogora

Che Me Malom Shi Darta Hal Da Zargi
Kha Pa Tafseel Hara Safha Ogora

Che Be Lata Rabande Sang Teregi
Hara Lamha Me Ajeba Ogora

Che De Yaqeen Rashi Zma Pa Meena
Da Zra Kitab Me Kha Pora Ogora

Vene Da Stargo Na Che Osasaom
Da Zra Daghona Me Hala Ogora

Chaak Kra Sina da lawan Janana
Zarge Ye Hom Lamba Lamba Ogora.

Pashto Poetry, Pashto Romantic Poetry, Pashto Eid Poetry, Eid Poetry, Da Akhtar Shairy, Akhtar La Ba Darzam,


Pa zra me rawarege yaw chakar la ba darzam
Janana sta da kali mazegar la ba darzam
Qolona pa lasona jorawa da khushalai na
Da zere me darbande sho akhtar la ba darza.

Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Poetry, Latest Urdu Ghazal, Heart Touching Urdu Poetry,


Doob Rahi Hain Saansein Magar Ye Ghumaan Baaqi Hai
Aaney Ka Kisi Shakhs Ke Abhi Imkaan Baaqi Hai

Mudat Hui Ek Shakhs Ko Bichrey Lekin
Aaj Tak Maire Dil Pe Ek Nishaan Baaqi Hai

Woh Sayibaan Chin Gaya To Koi Gham Nahin
Abhi To Maire Sar Pe Ye Aasmaan Baaqi Hai

Kashti Zara Kinarey Ke Kareeb Hi Rakhna
Biphri Hui Lehron Mein Abhi Toofaan Baaqi Hai

Ghamon Say Keh Do Ke Abhi Na Rakht-e-Safar Baandhein
Ke Abhi To Maire Jism Mein Kuch Aur Jaan Baaqi Hai

Jaa Chuke Gain Sab Log Khamosh Pari Hai Basti
Magar Kisi Aas Pe Ek Makeen-e-Makaan Baaqi Hai.

Ghani Khan, Ghani Khan Poetry, Ghani Khan Pashto Poetry, Pashto Poetry By Ghani Khan, Da Great Poetry Ghani khan,



Na ba tol umar dunya we, na ba tol umar zwani
Bia ba gran swal ao jawab we, zan ba teeng na kry Ghani

Da janat hoorey ba sa kram, che Yaran rasara na we
De mastay sharab ba sa kram, che mulla ba ey hum ski

Da so rwazey zindagi da, jam rawachawa Saqi
Da waadaa karey da Khuday, che bakhi ba lewani

Pashto Poetry, Pashto Ghazal, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Sad Peotry, Pashto Sms, Pashto Latest Sms,


Dard me khore dardmana tata sa pata
Wa sada Janana tata sa pata
Senga me da umar dashte Kach krama
Na sham be latana tata sa pata
De azgo ta komi pkhe da tenge de
A da gulu khana tata sa pata
Hara Ayena ke sta Aksuna wo
Wrak shuma da zana tata sa pata
Mung zra Chaodun ta zendage wayu
O pukhta da cha na tata sa pata
Dub sho Abasen da meni Dub krulo
O yara Nadana tata sa pata.

Urdu Poetry, Urdu Best Poetry,

Pata karo wo teek tu hay.......!
Suna hay mohabbat karli us ne.

Sad Urdu Poetry, Urdu Best Poetry, Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,


Kisi ajnabi ko mera likha suna raha tha wo
Bikhray huye khuawb k Purzay utha raha tha wo
Umar bhar pista raha wo rishtOn ki chakki main
Baaqi rahe rishtOn se daaman churra raha tha wo
Apni zidd to wo puri na kar saka
Ruthay huway bachOn ko mana raha tha wo
Sehra main khile phool ko bachanay k liye
Apne ashkOn se uski pyaas mita raha tha wo
Uski yaadOn ko kuch is tarah bhula raha tha
Apne haathOn apna likha mita raha tha wo
Sirf kirdaar hi to badlay thay usne
Apni hi kahani suna raha tha wo.

Heart Touching Poetry, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry,

Wohi apni tarz e wafa rahi, woghi unki mashk e jafa rahi
Wo zulam karte hay es tara, Jaise hamara koi KHUDA nahi.

Heart Touching Poetry, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry,

Wohi apni tarz e wafa rahi, woghi unki mashk e jafa rahi
Wo zulam karte hay es tara, Jaise hamara koi KHUDA nahi.

Atte Ho Tum Barsaat Mai

Atte Ho Tum Barsaat Mai
Deewani Mujhe Banate Ho

Mere Bheege Badan Ko Dekh Kar
Shrarat Se Muskurate Ho

Kapkapate Is Jisam Ko
Apni Bahon Ka Anchal Urdate Ho

Dhadkate Hue Humare Dil Ko
Apni Baato Se Sehlate Ho.

Har khushi Dil k karib nahi hoti

Har khushi Dil k karib nahi hoti
zindagi gamo se dur nahi hoti

ae Dost is Dosti ko sanjokar rakhna
aisi Dosti har kisi ko nasib nahi hoti

Agar itni Pyari soch tumhari na hoti
mulakat tumse humari na hoti

tadapte rehte sachche Dost k liye
agar Dosti tumse humari na hoti.

Kyon khush ho jata hun main

Kyon khush ho jata hun main
tumhari khushi dekhke

kyon ho jaata hun main hataash
tumhein udaas dekhke

Chahak sa uthta hun main kyon
jab milne ki baari aati hain

par kyon milne baad ghanto
neend nahi aati hain
ankhein band karne se kyon.

Mujhy Khamosh Raho Me Tera Sath Chaheay

Mujhy Khamosh Raho Me Tera Sath Chaheay
Tanha Hy Mera Hath Tera Hath Chaheay

Mujh Ko Mere Muqadar Pritna Aqeen To Hy
Tujhko B Mere Lafz Meri Baat Chaheay

Main Khud Apni Shaariy Ko Kiya Acha Kaho
Mujh Ko Teri Tareef Teri Daad Chaheay.

Nigahon ke raaste tu shamil hai mujh mein

Nigahon ke raaste tu shamil hai mujh mein
Nigahon se mujh ko hataa tau na do ge

Dekho ge jo mujh ko aankhon se tum
Dil ko mere chura tau na lo ge

Saanson se mujh ko chhoo lo ge ik din
Bataao mujhe tum dhoka tau na do ge

Zalim hai duniya kadha ye safar hai
Raasta kabhi tum badal tau na lo ge

Lehron mein kashti jo dagmagaa gai bolo
Patvaar ban kar sahara tum do ge

Sahil mile ga manzil mile gi
Jeevan bhar tum  chaha jo karo ge.

Ik tamanna thi jis ki woh khwab tum ho


Ik tamanna thi jis ki woh khwab tum ho
Hai sitaron ko bhi khabar mera mehtaab tum ho

Youn tau kai chehre mile iss zamane mein
Magar dil ne kaha nigahon ka aftaab tum ho

Dekh kar phoulon ko hota hai ye gumaan
Mast baharon mein khila gulaab tum ho

Dastaan-e-mohabbat ho ya koi afsaana-e-dil
Har bazm-e-yaraan mein mera khitaab tum ho

Likha hai main ne ae dost alfaaz-e-mohabbat
Meri ghazal mere ashaar meri kitaab tum ho.

Agar Kush Hai Woh Dekh Kar Ansu Meri Ankhon Me

Agar Kush Hai Woh Dekh Kar Ansu Meri Ankhon Me
To Khuda Ki Kasam Hum Muskurana Hi Chod Denge

Tadapte Rahenge Use Dekhne Ko
Magar Uski Taraf Palke Uthana Hi Chod Denge

Wo Manjil Hi Kya Meri Jo Dukh De Us Ko
Khuda Ki Kasam Us Manjil Pe Hum Jana Hi Chod Denge.

Har raah ki manzil nhi Par

Har raah ki manzil nhi Par 
chalna to sabhi ko hai

Har dil ko dilbar ka sath na ho
Par dhadakna to sabhi ko hai

Bhale na ho mulaqat apne pyar se
Intzaar to sabhi ko hai

Koi keh de koi chhipa le
Par kisi na kisi se pyaar to sabhi ko hai.

Hum Bhi Kabhi Muskuraya Karte The

Hum Bhi Kabhi Muskuraya Karte The
Ujale Me Bhi Shor Machaya Karte The

Usi Diye Ne Jala Diya Mere Hatho Ko
Jis Diye Ko Hum Hawa se Bachaya Karte The.

Urdu Poetry, Urdu Sms, Urdu Sms Poetry, Urdu Heart Touching Sms, Heart Touching Poetry,


Uth-Uth Ke Kisi Ka Intzaar Kar Ke Dekhna
Kabhi Tum Bhi Kisi Se Pyaar Kar Ke Dekhna
Kaise Toot Jaate Hai Mohabbat Ke Rishte
Galtiya Kabhi Do-ChaarKar Ke Dekhna
Agar Samjhna Ho Kabhi Jindagi Ka Fasana
To Baarish Me Kacchi Diwaar Bana Ke Dekhna
Nafrat Ho Jayegi Tumko Bhi Is Duniya Se
Mohabbat Kisi Se Beshumaar Kar Ke Dekhna.

Tum meri rahna Sada kisi r ko mat apnana


Tum meri rahna Sada kisi r ko mat apnana
men sirf tmhara hon yeah bat yad rakhna,

Is dunia walon ki baton men mat ana
yeah hamen bht sataen gy bht tarpaen gy,

Par tm bhi apni wafa py qaim rahna
logon ki baton men a kar mjy chor mat jana.

Aapke pyar ki barish mein bhigna chahti hu

Aapke pyar ki barish mein bhigna chahti hu
aapki baho ki garmi mein pighalana chahti hu

aapke ishq ke gehre sagar mein doob jana chahti hu
aapke pyare chehre pe fida hona chahti hu

aapki mithi baten mere dil ko lubhati hain
bhigi si muskaan aapki mujhe deewana kar jati hai

apke gusse mein bhi pyar chalakta hai
anokhi aapki adaao pe mar mitne ko dil karta hai

bade sajde kiye hai aapko paane ke liye
ab kambhakt jamaane ki najro se aapko chupana chahti hu
bus ab Sirf aapki hi hona chahti hu.

Tarsi hain ye nigahen deedar ko aapke

Tarsi hain ye nigahen deedar ko aapke
ye dil to dhadakta hai sirf pyar mein aapke

hum agar jeete hain to sirf sahare dosti ke aapke
hum har pal ye kehte hain ki hum to sirf nacheej se dost hai aapke
varna hamara to kya wajud tha jo apne dil mein basaya hai aapne.