Romantic Poetry

Choom layte hin kabhi lab tu kabi rukhsaar ko
Tum ne zulfon ko barra sar pe charra raka hay.

Mujhay Bhi Yaad Kar Layna

Mujhay Bhi Yaad Kar Layna 

Chalo Mana!!!
Kisi Saghat, Kisi Lamhe,
Kisi Din ya Kisi Shab Main
Ya Hafthay Main, Maheenay Main
Tumhein Fursat nahi, Sochay Mujhay....
Lakin kkoi Tehwaar Aye tu,
Zaid- Kisi ko tum galay se jab lagaow tu
Mujahy Bhi Yaad Kar Layna

Urdu Best Poetry,

Ye aur baat hay k main chorr chuka ho koza gari
Tere jaisay tu main matti  k bana sakta hon.

Urdu Poetry,

Aisa talashe yaar main gum hogaya hon main
Aaownga aab nazar kisi, aihl e nazar ko main

Qateel Shifai Poetry,

 Qateel Shifai Poetry, Urdu Poetry, 
 Qateel Shifai Poetry, Urdu Poetry, 
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...