Heart Touching Urdu Poetry, Romantic Picture Poetry,


Koi tumse pooche kaun hoon main
Tum keh dena koi khaas nahi

Ek dost hai kaccha pakka sa
Ek jhooth hai aadha saccha sa
Jazbaat ko dhake ek parda bas
Ek bahana hai accha sa

Jeevan ka ek aisa saathi hai
Jo door ho ke pass nahin
Koi tumse pooche kaun hoon main
Tum keh dena koi khaas nahi

Hawa ka ek suhana jhonkha hai
Kabhi nazuk toh kabhi tufaano sa
Shakal dekh kar jo nazrein jhuka le
Kabhi apna toh kabhi begaano sa

Zindgi ka ek aisa humsafar
Jo samandar hai, par dil ko pyaas nahi
Koi tumse pooche kaun hoon main
Tum keh dena koi khaas nahi

Ek saathi jo ankahi kuch baatein keh jaata hai
Yaadon me jiska ek dhundhla chehra reh jaata hai
Yoon toh uske na hone ka kuch gham nahi
Par kabhi-kabhi aankho se ansoo ban ke beh jaata hai

Yoon rehta toh mere tassavur mein hai
Par in aankhoon ko uski talaash nahi
Koi tumse pooche kaun hoon main
Tum keh dena koi khaas nahi.

Heart Touching Urdu Poetry, Urdu heart Touching Poetry, Heart Touching Poetry, Heart Touching Ghazal,


Ek baar phir dil mein nayi aag jala di usne
Dehakte zakhmon ko khoob kya hawa di usne,

Mohabbat mein wo bhi hamari pagal hai
Har taraf ye jhooti afwaah phela di usne,

Jhoothe khwaabon ki kahani bana di usne
Deta raha wo fareb mohabbat ke naam par,

Peete rahe hum zehar wafaaon ke jaam bhar
Khilti rahi muskurahat uske labon par har baar,

Wafa se chehre pe bewafai saja di usne
Mohabbat ki aankh sharm se jhuka di usne,

Dil se nikli ek aah jo zuban tak aayi nhi
Nabz hi khud jab dhadkan ko soon payi nhi,

Tohmaton ke takiye ko saja diya hothon par
Begunaah laash chattanon mein daba di usne
Mohabbat ki yeh akhiri rasm bhi nibha di usne.

Heart Touching Urdu Poetry,


BARISH ki in bondon ne jab dastak di darwaze par
Mehsoos hua tum aye ho andaaz tumahary jaisa tha,

Hawa k halke jhonke ne jab aahat ki khirki par
Mehsoos hua tum chaly ho andaz tumahary jaisa tha,

Main ne bondon ko apne hath par tapkaya to
Ik sard sa ehsas hua lams tumahary jaisa tha,

Main tanha chala jab BARISH mein ik jhonkay ne sath diya
Main samjha tum sath ho mere ehsas tumahary jaisa tha,

Phir ruk gae wo BARISH bhi rahi na baki aahat bhi
Main samjha mujhy tum chor gaye andaz tumahary jaisa tha.

Heart Touching Urdu Poetry, Heart Touching Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Sadest Poetry Ever, Urdu Ghazal,


Dil Ko Qabar Bana kar Jate To Achha Tha
Armaanon Ko Isme Dafna kar Jate To Achha Tha,

Judai Ki Saza Badi Takleef Deti Hai
Mujhe Deewaron Me Chunwa kar Jate To Achha Tha,

Tumhare Baad In Hasraton Ka Kya Hoga
Inhe Kafan Panhakar Jate To Achha Tha,

Youn Rota Chhod kar Na Jate Mujhko
Mere Dil Ko Behla kar Jate To Achha Tha,

Teri Khatir Chhod Sakte The Zamane Ko
Ek Baar Hame Aazma kar Jate To Achha Tha,

Youn Dosti Par Daag Laga kar Na Jate
Rasme-Dosti Nibha kar Jate To Achha Tha,

Meri Maiyyat Par Shirqat To Na Kar Sake Lekin
Qabr Ko Phoolon Se Saja kar Jate To Achha Tha,

Hamari Aankho Se Nind Chura kar Chale Gaye
Mithi Nind Sula kar Jate To Achha Tha,

Sagar Ko Andheron Me Youn Chhod Gaye
Dep Koi Jala kar Jate To Achha Tha.

Heart TouchingUrdu Poetry, Heart Touching Poetry, Urdu heart Touching Poetry, Urdu heart Touching ghazal, Urdu Ghazal,


Jism K Jazeery Me
Ye Jo Dil Ki Vaadi Hai
Is Pe Raaj Hai Jis Ka
TU Wo Shaahzaadi Hai,

Apne Dar Pe Sajdon Ki
Raah Kya Dikha Di Hai
TU Ne Mere Maathy Pr
Zindagi Sajaa Di Hai,

Tujh Ko Bhoolna Chaahon
or Shikast Kha Jaon
Kitni Be-Waqar Apni
Quwwat-e-Iraadi Hai,

Justuju K Sehraa Me
Ab Kahan Koi Aanchal ?
Main Ne Apni Chaon B
Dhoop Me Ganwa Di Hai,

Yaad Kr Ae Taaj Kabi
Tu B Us Mohabbat Ko
Jis Ne Tere Mar'mar Ko
Chaandni Pila Di Hy,

Mera Saath Kya Dega
Shaikh Barsar-e-Mehfil ?
Wo TO Chup K Bai-chaara
Jhoomny Ka Aadi Hai,

Dost Sab Qateel Apne
Tul Gye Raqaabat Pr
Main Ne Koi Dil Ki Baat
Jab Unhain Suna Di Hai.

Pashto Heart Touching Poetry, Heart Touching Pashto Poetry, Pashto Poetry,


Da ZRA Kor me Rasaseege Aw BARAN day
Sta YADONA Ra Wareege Aw Baran Day,

Pa NARI NARI BARAN ke Zama Zra
Sum Naray Naray Khogeege Aw Baran day,

Har Yao Saaskay Sta Raqib day ae JANANA
Zama pa ZALFO ke Khwareege aw Baran day,

Sa Zra Chaoday Shan Manzar day JANANA
Baran Dy Baran Dy Aw Juda Rana Janana day. 

Heart Touching Pashto Poetry, Heart Touching Poetry, Pashto Poetry, Ghani Khan Poetry,


Che me bagh da gulo na ye bahar ba sa kram
Che me stargey da yaar na ye khumar ba sa kram,

Che de khulay na da bulbul watalay na wi
Ka hazaar zala she khog chaghar ba sa kram,

Ka pre nur da Allah na wi waredalay
Da Ka'abay da shago dak minar ba sa kram.

( Ghani khan Poetry )

Chaar Din Ki Mohabbat,

Kitnay Aansou Baha Diye Char Din Ki Mohabbat Main
Agar Sajjde MainBahathay Tu Gunahgaar na hotay.

Main Mohabbat Main Us Maqam Per Hon

Main Mohabbat Main Us Maqam Per Hon
Meri Zaat Main Rehti Hay Teri Zaat Musalsal.

Best Eid Card, Best Eid Greethings Card, Happy Eid in Advance, Happy Eid, Eid Cards, Eid Cards 2013,

Best Eid Card, Best Eid Greethings Card, Happy Eid in Advance, 
Happy Eid, Eid Cards, Eid Cards 2013,

Eid Greethings, Happy Eid In Advance, Eid Mubarak Cards, Eid Poetry, Eid Pictures Poetry,

Eid Greethings, Happy Eid In Advance, Eid Mubarak Cards, 
Eid Poetry, Eid Pictures Poetry,

Akhtar Mu mubarak Sha, Eid Pictures, happy Eid, Eid Greethings, Eid Cards,

Happy Eid To All My Friends In Advance.

Eid Mubarak, Eid Mubarak Pictures, Happy Eid, Eid Greethings, Eid Cards,

Happy Eid To All My Friends.

Pashto EId Poetry, Eid (Akhtar) Poetry, Pashto Poetry,

Akhtar Raghe Zama Zara Show Der Khsuhal
Da Rozhe mayashte na pas ve da khukale shaan kamal,

Da Akhtar dagha yaw wraz da khndagano na ve daka
Har sare ve da yaw bal sara pa gaf aw pa malal,

Ka Akhtar de yaw Inaam da Rozhe myashte
No da ham de da Qudrat yaw loi kamaal,

Nor sa na ghwaram bas ghwarma yaw khukali shan Akhtar
Ka sok wekh ve ka auda ve zama dagha yaw de Khyaal,

"Pareshana" bas de sher de show sa dekhwa aw sa Akhwa
Nor da wraz pa Araam tera kara bas zaan ta kawa Swaal.

Eid Poetry, Pashto Eid Poetry, Heart Touching Poetry About Eid, Romantic Eid Poetry, Pashto Poetry,

Da rahat shame balige akhtar raghy
khafa zrona khoshalige akhtar raghy,

Sok ba nast da cha pa tama d ratlo v
Diry starge ba rapige akhtar raghy,

Sok da umar juda shave ba you zai she
sok you bal na rokhsatige akhtar raghy.

Pashto Eid Poetry, Poetry About Eid, Pashto Poetry, Sad Pashto Poetry, Romantic Poetry, Da Akhtat Poetry,

Yaar Rana Khafa Dair Wo, Pa Ter Akhtar
Os Ba Ye Pa’Khula Kama Pa De Akhtar,,

Ter Zal Kho Ye Speen Lasoona Sra Na Kral
Speen Lasoona Sra Ba Ki Pa De Akhtar,

Ma “Ismail” Kho Makhkay Charta Na Wo Ori
Nakreezi Ba Warwram Warla Pa De Akhtar.

Sabar sukon o itmeenan me bailo

Sabar sukon o itmeenan me bailo
Janan me ogato kho zan me bailo ,

Da so rangeno shan lamho pa lalach
Sam ibadat wo pa shetaan me bailo ,

Sa pa kamzarfo jawargaro peekh shwam
Zan me pe bailo ho arzan me bailo ,

Sa me khasil kral da janan da kosi
Dedan me okro ho greewan me bailo ,

Sa che gati sa ba baile zargia
Manzil me ogat kho karwan me bailo ,

Pa sheikh me oskal pa khanda sho we vey
Lazzat ye deer wo ho imaan me bailo.

Ghani Khan, Ghani Khan Poetry,

Tash Pa Meena Ba Singaar Ye da Sro'zaro Tamma Ma kra

Sta GHANI kho bas Shayir de Sa da Kali Khan kho na de.

Laman rala ra nesi da azgho rasara jang dy

Laman rala ra nesi da azgho rasara jang dy
Daa sa da gul pa sar da lewano rasara jang dy,

Mudy oshwy da khoba ye westaly ym malgro
Shrangigi me pa ghwag ke da bangro rasara jang dy,

Shranga ye da panzebo rata wrandy rosto kegi
Da sa pa tora shpa da khapero rasara jang dy,

Pa brando rata Y che pa di kosa ba na zii
Nan bia da yar da kali da warro rasara jang dy,

Pa qas rala waar na rakai da tandy me saa kheji
Gudar ke pa obo da jenako rasara jang dy.

Rehman Baba Poetry, Deewan By Rehman Baba,

Ma rajama kral da kali masharan tol
Bia me botlal kosey ta da Janan tol,

Da Jarge khabara yar Qabula na kra
Pa jara me warta seri kro grewan tol,

Be-nawa che ye da dara ra rukhsat shom
Pa khanda shawl da kali raqeeban tol,

Shom Be dama dam pa ma ke pate na sho
Andamona rala onewal khafgan tol,

Pa gazal me gote pore kre da gama
Pa sherono ke me olekal byan tol,

Za "RAHMAN" ba yam jwande aw ya ba mar yam
Da "DEEWAN" ba zama gori ashiqan tol.

Eid Poetry, Pashto Eid Poetry, Advance Eid Mubarak Poetry,

Sok Ba Raapasy Peshmany La "Paraate" Ba Okhri
Da Cha Ba Marr Ve Naghary Wache "Tukre" ba Okhri,

Sok Ba Pa Sro Khkulu Mangwalu Bande Yar Rawekh Ki
Sok Ba Da Bal Pa Ghulamai Ke Ve "Dheke" Ba Okhri,

Sok Ba Da Khog Yar Na Juda Ve Pa Salgo Ba Paasi
Sok Da Janan Khkule Sre Shundi "Chawari" Ba Okhri,

A Da :"Tufan": Khysta Janana Bahar Ma Raoza
Khalaq Ba Wai Che Akhtar Day Aw "Rojay" Ba Okhri.
Advance Eid Mubarak.

Israr Atal Poetry, Atal Poetry, Pashto Romatnic Poetry By israr Atal, Romantic pashto Poetry, Romantic poetry,

Za Darta Nast Wy Taa Singaar Kawaly
Bas Tamasha Mi Da Bahar Kawaly,

Sta Da Ratlow Waadi Darogh Okhati
Maa Di Tar Marga Intizar Kawaly,

Sumra Ba Kha Wa Inkari Dilbara
Kala Na Kala Di Iqrar Kawaly,

Da "Atal" Dagha Tamanna Da RABA
Che Mi Hamesh Didan Da Yar Kawaly.

Wraz Me Warka Zmaky La , Shpa Me Warka Storo La

Wraz Me Warka Zmaky La , Shpa Me Warka Storo La
Zaan La Che Kam Aqal Shom , Hokhyar Shom Hala Noro La,

Da Sanga Insaaf De Ay Saqi Pa Maikhana K STa
Ghwaro La Ghwaro Daryab , Aow Saski Na ZI Noro La,

Kala Da Yaar Stargo Kala Kala , Da Gul Paanro K
Za Ye Har Zay Venam Sheikha Jor Ka Jumat Noro La,

Loye Janjaal Ye Jor Kro , Che Ye Weish Da Wisaal Okro
Dumra Reham Speeno La , Dumra Aqal Thoro La.

ATal P[oetry, Atal Pashto Poetry, Israr Atal,

Atala Za Pa Mohabbat Bandey Yaqeen Satama

Ma Da Riwaj Pa Pemanu Na Di Talali Dostan.

Israr Atal Poetry,

Jaral ye la khafgana Marawar da kali laro
Da dera ghama stary Mazigar da kali laro,

Che na wato da kali pa quran qasM heeskala
Hagha pa zra soray parhar parhar d kali laro,

Azghy wo da har cha da stargo zaka che ghareeb wo
Khanano da koti weesto pa shar da kali laro,

Wayel ye hagha sok o che pa Ma bandi mayen o
Daa wali lewany sho domra zr da kali laro,

Na cha warpsi ojarl na sok pasi khafa sho
"Atal" pa wrako laro MusafAr da kali laro.

Romantic Pashto Poetry, Romantic Poetry, Pashto Poetry,

Minat Zaari Me Warta Wakra Che De Shonde Raka
Laila Raza Shwa Pa Khanda Shwa Wail Ye Rasha Mara..

Khola Ye Nezde Kra Starge Patte Ye Da Sharma Krali
Kho Haye Afsos Che Za Da Khoba Pasedaly Na Way.

Pashto heart Touching Poetry, Pashto Ghazal, Pashto Poetry,

Zra Mi Radak Shi Kho Da Zra Da Raspardalo Sok Di
Zar Sham Zargiya Pa Ma Khwar Da Dardedalo Sok Di.

Radak Zarge Da Shpe Pa Chagho Pa Jara Spak Krama
Ta Rana Lare Ye Ao Nor Da Haal Wayalo Sok Di,

Da Zakhmi Zrono Qisy Der Da Khwand Da Para Awori
Sada Janana Da Zakhmi Zrha Da Katalo Sok Di.

Ta Che Zama Pa Bewasai Pory Khanda Kre Hamesh
Mehfel Ke Belata Raqiba Da Wahalo Sok Di.

Tote Tote Zarge Da Harcha Pat Seena Ke Satham
Mata Da Pata Da Rafoo Zrha Da Gandalo Sok Di.

Da Zrha Faryad Da Sher Pa Jaba Khiyala Chata Waye
Har Sok Pa Zan Di Da Faryad Da Awredalo Sok Di.

GHANI KHAN

GHANI KHAN
Ma v ta na sham Qurban,
De v oba kri tawan,
Ma v rasha ka mi wajni,
Di v der di de arman,
Ma v za pa ta mayen ym,
Di v der di lewanyn,
Ma v las da meni raka,
di v khwakh di na de zan,
Ma v rogh sare pagal kri,
di v mena ki hijran,
Ma v tola shpa za jaram,
di v ma kawa khafgan,
Ma v bi ora swazegam,
Di v swazi patangan,
Ma v dalta senga rali,
di v gera kram baran,
Ma v zrona sara sparo,
di v garze raqeeban,
Ma v stargo ta mi brekhe,
Di v da zma pezwan,
Ma v num mi de "GHANI",
Di v ta mi ye Janan..!!
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...