
Jab jab dard ka badal chaya
Jab hum ka saya lahraya
Jab aansu palkon tak aya
Jab ye tanha dil ghabraya
Hamne dilko ye samjhay
Dil aakhir tu kyu rota hai
Dunya me yun hi hota hai
Ye jo gahre sannate hai
Waqt ne sabko hi bante hai
Thoda gam hai sbka kissa
Thodi dhup hai sbka hissa
Aankh teri bekar hi nam hai
Har pal ek naya mausam hai
Kyu tu aise pal khota hai
Dil akhir tu kyu rota hai.
No comments:
Post a Comment