Teray andar bhe aik tofan sonaye dai ga
Phir us din tu bhe ro ro k duhae dai ga
abhe say sambhal ja ishq na kar ae dost
bay dard zamana hai tujhay bewafai dai ga
har simt hoga zikar bas teri he barbadi ka
ya zamana tujhay aik din aesi pazeerai dai ga
jis ko likh raha hai aj to apni dilo jan
yeh shakhs aik din tujhay lambi judai dega.
No comments:
Post a Comment