Ay Meri Jaan Mere Hum-Nawaa
Kesy Karun Tujhe Lafzon Mein Byan
Tera Hussan Hai K Jannat Ka Bageecha Koi
Jis Ki Har Cheaz Hai Qabil-e-Byaan
Tu Jab Chalti Hai Tou
Teri Payal Ki Cham cHham Be-Qarar Krti Hai
Tu Jab Dekhtti Hai Tou Nazren Teri waar Krti Hai
Tujhe Jab Dekhun Tou Gulaab Jalny Lgty Hain
Teri Krun Tareef Tou Pariyan Krti Hain Hasad
Tere Honton Ki Nazakat Hai Kuch Youn
Jesy Phoolon Ki Pattiyan Hon Bahaar Mein
Tera Sath Hai Mere Liye Kuch Youn
Jesy Jeeny K Liye Saans Zaroori Hai.

No comments:
Post a Comment