Mukamal do hee dano per ye tasbeeh-e- mohabat hai
Jo aye teesra dana ye dori toot jati hai
Muqurar waqt hota hai mohabat ki namazon ka
Adda jin ki nikal jaye qaza bhi chooth jati hai
Mohabat ki namazon mein imamat ek ko sonpo
Isey takney,usey takney se niyaat toot jati hai
Mohabat dil ka sajda hai jo hai toheed per qiyam
Nazar k shirk walon se mohabat rooth jati hai.
Kya bat ha
ReplyDeleteWho is poet of this ghazal?
ReplyDelete