Ay Meri Jaan, Mere Hum-Nawaa
Kesy Karun Tujhe Lafzon Mein Byan,
Tera Hussan Hai K Jannat Ka Bageecha Koi
Jis Ki Har Cheaz Hai Qabil-e-Byaan,
Tu Jab Chalti Hai Tou
Teri Payal Ki Cham cHham Be-Qarar Krti Hai,
Tu Jab Dekhtti Hai Tou Nazren Teri waar Krti Hai
Tujhe Jab Dekhun Tou Gulaab Jalny Lgty Hain,
Teri Krun Tareef Tou Pariyan Krti Hain Hasad
Tere Honton Ki Nazakat Hai Kuch Youn,
Jesy Phoolon Ki Pattiyan Hon Bahaar Mein
Tera Sath Hai Mere Liye Kuch Youn
Jesy Jeeny K Liye Saans Zaroori Ha.

No comments:
Post a Comment