Yeh visaal hai ke firaq hai dil-e-mubtilaa ko pata rahe
Jo phool hai to khilaa rahe jo yeh zakhm hai to haraa rahe,
Tere intizaar ke silsile hain meyan-e-dastak o dar kahin,
Yehi aaas hai to bandhi rahe yeh chiraag hai to jala rahe
Yunhi bhoole bhatke agaye hain idhar to itni hawa na de
Ke ghubaar ke peechey koi waaqeya to chupaa rahe.

No comments:
Post a Comment